Kalima Shareef #1
(Pahla Kalima | 1st Kalima | Kalima-e-Tayyib)
Arabic: Laa ilaaha illallaahu Muhammadur Rasoolullah
Translation: Nahi Koi Khuda, Sirf Allah hai, Muhammad (SAW) Allah ke Rasool hai.
Importancy
> ager Koi "Non-Muslim" ko Muslim Banna hai Toh Usko Kalima e Shahadat Padhna padega, na key Kalima e Tayyib
> poori Quran Shareef mey Yeh Kalima Ek Jagah "tempered" form mein maujood Nahi hai Kahee; Laa ilaaha likha hua hai, Kahee; ilallaahu likha hua hai, aur Kahee; Muhammadur Rasoolullah likha hua hai.
> Lekin sahih AHADITH Sey Yeh fazeelat Bhi Pata Chalta hai ke - Joh Yeh Kalima Poora "Tayyib" sidqe e Dill sey (yani Khuloos Sey) padega Usper Aag Haraam Hojayegi. [Muslim/ Bukhari]
> Sufiya kiraam aur Auliya Allah, Is Kalima Koh Zikar (Ad-Dhikar) kahte hai, Woh Is Kalima Ka 5 Juz karke alag Alag (Yani) la ilaaha illallaahu , uske baad illallah ,uske baad Allah ,uske baad Hu , uske baad Poora Kalima Tayyib yeh Zikar Waliyo ki mahfil Ke Istemal hota Sharah Sader mey.
Comments
Post a Comment